Note: In order to make it an easy understanding of local phrases and words, "writing Hindi in English style" is used wherever found necessary.
Festivals:
Pertaining to religion and culture: Celebrated by most of people locally.
Past plus Present traditional trends:
Teej (Srawn maas ke shukl paks ki teesri taarikh): Peeng-patdi-kothli-gulgule-suwaali-ghewar-bataase-makhaane-shakkar-paare-saasu ka naak todna, baagon mein jhool padnaa, neem ko nimboli lagna, vatavaran mein sawn ke geeton ki lok-lahri ka tairna, e.g. “neema kai nimboli laagi saamniye kad aavega, meri maa ke jaaye ho tu kothli kad laavega......”
Rakhsha bandhan (Srawan maas ki Poornima): ponchi baandhna, bhaai ko teeka laga ke ponchi bandhna aur mithaai khilana, bhaai ka bahan ko shagun dena aur uski rakhsa ka vachan dohrana, rakhi ko googa peer ko baandhna: deru-dhol waalon ka mor pankhon ke saath gali-gali ghoom sawn aur googa ke geet gana
Janmastmi: Bithday of Lord Krishna
Dusshera (Ashwin maas ke shukl paks ki dasvi taarikh): sanjhi-rangoli, gobbar-gyaar-madkan-kapaas ki saanjhi banana, Moje-sutaare-rang-rang ki sanjhi banana, johad pe saanjhi ka buhana, rawan funkna, johad-kallar gouron pe khuliya laathi se chaand ki chandni raat mein geend khelna
Kartik Snaan: Gaon ki bahu-betiyaan raat ko toliyon mein gaon ke kuen-johad pe nahaane jaati thi, kaartik ke geet gaati aur naachti thi
Diwaali (Kartik maas ki amavsya): Heedo-kheel-khilone-maati ke diye-sarson ke tel
Eid: Celebrated by Muslim community of village, gale milne-milaane ka tyohaar
Deh-uthani gyaas (Mangsar maah ki gyrahvi taarikh): "Ole kole dharen janjeer, jiyo dulhan tere beere geet gana, baarat ke meethe chawaal dharna, fir baantna......"
Makar-Shakrant: Uthate hi sabse pahle snaan karna, daan-pun karna, gore pe pooli gerna, ghar ke baahar aag sulgana
Basant-Panchami: Peele chaawal khana
Holi-Phaag (Phalgun maas ki Poornima): Rang-korde, phaag, bheegna-bhigona, saattm ke meethe chawal khana
Seeli-Saattm:
Ramnavami: Birthday of Lord Rama
Mekh (Haryanvi version of Baisakhi): Celebrated on the occasion of crop ripe
Recent trends: Diwali ke din phool-jon bhai ke sar pe warna, Srawan maah mein Haridwaar se kaawad lana
Patriotism-Specific:
15th August, 26 January, 2nd October, 23rd January, 23rd March, 23rd September.....
Fairs: -
Dada nagar kheda
-
Gaon devi maai
-
Holi Mela Dada Kharak Ram Ji
-
Googa Navmi ke Dhol-Deru
-
Ramlila
-
Open Akhara-Dhangals
-
Dada Shyam Ji
-
Bhanbhori Mela
-
Dadi Chourde utsav
-
Saang / Nautankies / Ragni Fests / Nukkad-Natak
-
Solar eclipse fairs